Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeManoj Kumar
HomeManoj Kumar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


twinkle twinkle little star how i wonder what you are how i wonder what you are oye twinkle twinkle little star how i wonder what you are how i wonder what you are o twinkle twinkle little staaaaaar how i wonder what you are how i wonder what you are everybody is a fool baby everybody is a fool baby sabhi se jawaani meinnnnn hoti pyaar ki bhool baby o hoti pyaar ki bhool baby oye twinkle twinkle little star how i wonder what you are how i wonder what you are samjhe madam o seedha kar doonga watt baby seedha kar doonga watt baby you mem pachham kiiiiii te main poorab ka jatt baby o te main poorab ka jatt baby singing aa yaa hippi hippi aaye singing aa yaa hippi hippi aaye jack and jill went up the hill to fetch a pail of water jack and jill went up the hill to fetch a pail of water oye jack and jill went up the hill to fetch a pail of water fetch a pail of water oye jack and jill went up the hilllllllllllll main nahin tu hai idiot baby main nahin tu hai idiot baby
aaye jahaan bhagwaan se pehle kisi dhanwaan kaa naam uss mandir ke dwaar khade khud roye krishn aur raam dhanwaan ko pehle mile bhagwaan ke darshan dharshan ko tarastaa rahe jo bhakt ho nirdhan ye dakshinaa ki reet ye pandon ke chhalaave dukaan mein bikte huye mandir ke chadhaave aise hi agarrrrrr aise hi agar dharm ka vyaapar chalegaa bhagwaan ka duniyaa mein koi naam naa lega aisi jagah pe jaa ke tu kuchh bhi naa paayega bhagwaan aisa mandir khud chhod jaayega chhod jaayega chhod jaayega wo khet mein milegaa khaliyaan mein milegaa wo khet mein milegaa khaliyaan mein milegaa bhagwaan to aye bandeeeeeeeee bhagwaan to aye bande insaan mein milegaa dhanwaan jo hai jhootaaaaaaaa shaitaan ke baraabarrrr nirdhan agar hai sachchaa bhagwaan ke baraabarrrr wo dhong mein nahin hain imaan mein milegaaaa bhagwaan to aye bande insaan mein milegaa ganga se bhi hai paawannnnnn majdoor kaa pasinaaa paani na koi samjhe anmol ye naginaa aise hi pasinon ke nirmaan mein milegaa
wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye tamaam umar ke rishte ghadi mein khaak huye naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein naa hum hain dil mein kisi ke naa hain nighaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ye aaj jaan liya apni kam naseebi ne ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein ke begunaahi bhi shaamil huyi gunaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije kisi ko apni zaroorat naa ho to kya kije nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein nikal pade hain simatne kazaa ki baahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein chali hai aaj bhatakne udaas raahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein wo zindagi jo thi ab tak teri panaahon mein
yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri jaadu ye kaisa haye piya kiye jaate ho dil mein sama ke mera dil liye jaate ho apna bana ke humen ghum diye jaate ho dil ka qraar haye kahaan liye jaate ho o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri nazron se door sahi dil se na jaoge raam qasam humen bade yaad aaoge badi meharbaani hogi jo ye bataoge soyi taqdeer meri kab aa jagaoge o saajna baalma yaad suhaani teri bani zindgaani meri o saajna dil se laga li maine teri nishani saajna yaad suhaani teri bani zindgaani meri yaad suhaani teri bani zindgaani meri
kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari are kehat kabeer suno bhayi saadho baat kahun main khari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali are ek numbar ka haath dikhaya jab keh ke jai kaali itne hi se dhopi bhaari jeb ho gayi khaali do numbar hai aur niraala dekhun aur khul jaaye taala udd ke packet mein aa jaaye hare note ki bari ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta are numbar teen ka chamatkar dekho jab phenkun patta sab ki tabiyat karun saaf dilli ho ya calcatta chauthe mera gazab ka jhaansa aap diya dujje ko phaansa kabhi kabhi to police ko ulte dikhlaun hathkadi ye duniyaa ek numbari to main das numbari ye duniyaa ek numbari to main das numbari paanchva numbar zulm ka dushman main
aaaa aaaaa hooooooo karmanye wadhikaraste maa faleshu kadaachan karam kiye ja phal ki ichchha mat kar ae insaan jaise karam karega waise phal dega bhagwaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan karam kiye ja fal ki ichchha mat kar ae insaan jaise karam karega waise phal dega bhagwaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan is praani ka kasht door karo maharaaj ye kaun hai devi kya kasht hai ise roop chand hai resham waala kapde ka vyapaari bees baras tak saath rehkar bhaag gayi iski naari aur agar wo saath mein rehti mar jaati bechaari achchha pati dev ke man bhai thi baala ek kunwaa aree re re raaa pati bana patni ka dushman sankat mein thi jaan jaise karam karega waise phal dega bhagwaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan ye hai geeta ka gyaan
hmmmm hmmmmmm yun lagne lagi hmmmm aaj kal hmmmm zindgaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani ke jaise kahin chhod aaye jawaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani ke jaise kahin chhod aaye jawaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani kahaan se kahaan aa gaye chalte chalte kahaan se kahaan aa gaye chalte chalte ke dil ban gaya haan ke dil ban gaya dard ki raajdhani yun lagne lagi aaj kal zindgaani badi cheez hai pyaar mein doob jaana badi cheez hai pyaar mein doob jaana badi baat hai haan badi baat hai roop ki meherbaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani la laaaa aaaa la laaaa aaaa la laaaa aaaa aaaaaaa chalo pyaar ki aag mein jal ke dekhen chalo pyaar ki aag mein jal ke dekhen bahut ho chuki zindgi zindgi paani paani yun lagne lagi aaj kal zindgaani kabhi kya kisi ne suni dhyan dekar kabhi kya kisi ne suni dhyan dekar tumhaari zubaani hamaari hamaari kahaani yun lagne lagi aaj kal zindgaani bade pyaar se sun raha hai zamaana bade pyaar se
zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya jahaan aake main khud ko bhool gayi tera pyaar wahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil tu paas rahe phir kya ghum hai har saans khushi ki sargam hai o chhedne waale pyaar ki dhun ehsaan tera ye kya kam hai ehsaan tera ye kya kam hai jo geet chhupe the dil mein mere unhein meri jubaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil ye thandi hawaayen lehraati rangeen fazaayen madmaati ye thandi hawaayen lehraati rangeen fazaayen madmaati main pyaar ki tere deewaani manzil pe akeli kya aati manzil pe akeli kya aati mera darde mohabbat tujhko bhi mere saath yahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil mujhe aaj kahaan tak le aaya zara dekh sanam mera jazba e dil
haule haule saajanaa dheere dheere baalamaa o ho ho um hm hm zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare kaisi bheegi bheegi rut hai suhaani kaise pyaare nazaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare pad gayi janaab main to aap ke gale ab to nibhaaye bagair na chale pad gayi janaab main to aap ke gale ab to nibhaaye bagair na chale pyaar ke safar mein hote hi rahenge jhagade hazaar sanam pyaar ke deewaane chalte hi rahenge phir bhi milaake kadam saajanaa hote hi rahenge neechi nazar ke meethe methe ishaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare zaraa haule haule chalo more saajanaa hum bhi peechhe hain tumhaare dekhali huzoor maine aap ki wafaa baaton hi baaton mein ho gaye khafaa dekhali huzoor maine aap ki wafaa baaton hi baaton mein ho gaye khafaa
zindagi ke mod par jo koi raastaa mila teri gali se jaa mila zindagi ke mod par jo koi raastaa mila teri gali se jaa mila khaate hain aaj thokren shehar mein zindagi ke hum tujhse chale the door door ghum ki sharaab pee ke hum ghum ki sharaab pee ke hum teri taraf behak gayi teri taraf behak gayi aisa humen nasha mila hmmm hmmm hmmm hmmmm nasha mila tera khyaal chhod ke badh gayin aur uljhane tere hi naam ki sadaa deti hain dil ki dhadkane deti hain dil ki dhadkane ab ye hi sochten hain hum ab ye hi sochten hain hum ruth ke tujhse kya mila ruth ke tujhse kya mila zindagi ke mod par jo koi raastaa mila teri gali se jaa mila
zindagi ki naa toote ladi zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi o lambi lambi umariyaa ko chhodo lambi lambi umariyaa ko chhodo pyaar ki ek ghadi hai badi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo hooo unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho unn aakhon ka hasna bhi kya jin aankhon mein paani na ho wo jawaani jawaani nahin jiski koi kahaani na ho hooooo kahaani na ho aansoon hai khushi ki ladi pyaar kar le ho ho pyaar kar le ghadi do ghadi ho ho ho ho zindagi ki naa toote ladi pyaar kar le ghadi do ghadi mitwa tere bina laage na re jiyara hoooo mitwa tere bina laage na re jiyara laage na aaj se apna waada raha oooo mitwa hum milenge har ek mod par hoooo aaj se apna waada raha hum milenge har ek mod par dil ki duniyaan basaayenge hum
aaaa haaa haaa haaa aaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaa zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain machale huye iss dil mein armaan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain betaab nighaahon mein toofan hazaaron hain tujhse naa bichhadne ki tujhse naa bichhadne ki iss dil ne kasam khaayi zulfon ki ghata le kar saawan ki pari aayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata le kar aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai aati ho to aankhon mein bijli si chamakati hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai shayad ye muhabbat hai aankhon se chhalakti hai chhodun naa tera daaman chhodun naa tara daaman main hoon tera saudaayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi barsegi tere dil par hans hans ke jo lehraayi zulfon ki ghata
zulfon ko hata le chehre se ooooo hooo hooo aaaaa haaaa haaaa hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata ho jo mausam ko pata ye teri zulf hai kya choom le maang teri jhuk ke saawan ki ghata zulf lehraaye lehraa ke baadal bane jo bhi dekhe tujhe tera paagal bane aisa bhi nazaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de zulfon ko hata le chehre se dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam dekh naaraaz naa ho mere masoom sanam main koi gair nahin teri aankhon ki kasam de ijaazat ke tere kadam choom loon saath main bhi tere do ghadi jhoom loon halka sa ishaara hone de zulfon ko hata le chehre se thoda sa ujaala hone de sooraj ko zara sharminda kar munh raat ka kaala hone de
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Twinkle Twinkle Little Purab Aur Pachhim (1970) 04:07 13995
 
Poster of Purab Aur Pachhim (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhavan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Saira Banu, Manoj Kumar
Duration : 04:07   Song Number : 13995   

Wo Khet Mein Milega Yaadgar (1970) 06:42 14414
 
Poster of Yaadgar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:42   Song Number : 14414   

Wo Zindagi Jo Thi Ab Tak Neel Kamal (1968) 05:14 13866
 
Poster of Neel Kamal (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 05:14   Song Number : 13866   

Yaad Suhaani Teri Bani Zindgaani Mere Banarasi Thug (1962) 02:59 40961
 
Poster of Banarasi Thug (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vijaya Chaudhari, Manoj Kumar
Duration : 02:59   Song Number : 40961   

Ye Duniyaa Ek Numbari Dus Numbri (1976) 06:23 13209
 
Poster of Dus Numbri (1976)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1976
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mukesh, Chorus
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 06:23   Song Number : 13209   

Yeh Hai Geeta Ka Gyaan Sanyasi (1975) 06:58 39701
 
Poster of Sanyasi (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Vishveshwar Sharma
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Hema Malini, Manoj Kumar
Duration : 06:58   Song Number : 39701   

Yun Lagne Lagi Santosh (1989) 06:08 39706
 
Poster of Santosh (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Hema Malini, Manoj Kumar
Duration : 06:08   Song Number : 39706   

Zara Dekh Sanam Grahasti (1963) 03:46 38357
 
Poster of Grahasti (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Manoj Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 38357   

Zara Haule Haule Chalo Mere Sajna Sawan Ki Ghata (1966) 04:35 20649
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore, Manoj Kumar
Duration : 04:35   Song Number : 20649   

Zindagi Ke Mod Par Bedaag (1965) 03:27 12868
 
Poster of Bedaag (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:27   Song Number : 12868   

Zindagi Ki Naa Toote Kranti (1981) 07:06 21508
 
Poster of Kranti (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Santosh Anand
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Hema Malini
Duration : 07:06   Song Number : 21508   

Zulfon Ki Ghata Le kar Reshmi Roomal (1961) 03:27 14079
 
Poster of Reshmi Roomal (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Music Director- 
Babul
On Screen Actors- 
Manoj Kumar, Shakila
Duration : 03:27   Song Number : 14079   

Zulfon Ko Hata Le Sawan Ki Ghata (1966) 04:34 14174
 
Poster of Sawan Ki Ghata (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 04:34   Song Number : 14174   
Karaoke Songs of manoj kumar, Sad Songs of manoj kumar, Love Songs of manoj kumar, Dance Songs of manoj kumar, Hip-hop songs of manoj kumar, Best songs of manoj kumar, Super hit songs of manoj kumar, hit songs of manoj kumar, duet songs of manoj kumar, solo songs of manoj kumar, old songs of manoj kumar, famous songs of manoj kumar, Hindi Karaoke Songs of manoj kumar, Hindi Sad Songs of manoj kumar, Hindi Love Songs of manoj kumar, Hindi Dance Songs of manoj kumar, Hindi Hip-hop songs of manoj kumar, best Hindi songs of manoj kumar, super hit Hindi songs of manoj kumar, hit Hindi songs of manoj kumar, duet Hindi songs of manoj kumar, solo Hindi songs of manoj kumar, old Hindi songs of manoj kumar, famous Hindi songs of manoj kumar, Sing Along Songs of manoj kumar, Sing Along Sad Songs of manoj kumar, Sing Along Love Songs of manoj kumar, Sing Along Dance Songs of manoj kumar, Sing Along Hip-hop songs of manoj kumar, Sing Along Best songs of manoj kumar, Sing Along Super hit songs of manoj kumar, Sing Along hit songs of manoj kumar, Sing Along duet songs of manoj kumar, Sing Along solo songs of manoj kumar, Sing Along old songs of manoj kumar, Sing Along famous songs of manoj kumar